Wo Shakhs Jis Ki Aankhon Mein inkar K Siwa KuCh Bi Nehi,
“FARAZ”
Na-Jany Kiyoon Os Ki Aankhon Pe Zindagi Lutany Ko Ji Chahta hai
Ab to fursat hi kahan hy hamaray liye tumhen,
faraz
Boht sy L0g hen hamary siwa TuMheN chahny walay
Kuch log Meri Duniya Main khushbu ki Tarha Hain,
” faraz”
Roz Mehsus To Hotay Hain per Dikhai Nahi Detay
ishq ki rahon main 2 he manzlain hain
,faraz,
Ya dil main utar jana ya dil sy utar jana.
Moom ki tarha pigalty howe dheka usko,
rut jo badli to badalty howe dheka usko..
wo jo kanto ko b narmi se chuwa krta tha.
humney phoolo ko masalty howey dheka usko ,
jany wo mangny jata hy duwaoon mai kisy,
hath uthathy he sisikty howe dheka usko
Sagar se keh doh apni
mojein sambhal kar rakhe
"faraz"
zindagi mein tofan lane k
liye ek bewafa hi kafi hai.
Zabt laazim hay mager dukh hay qayamat ka Faraz
Zaalim ab b na roye ga to mar jaye ga.
Login Now
SMS Category
Urdu Poetry
Event SMS
Quotations
Website Stats